naam meraa nimmo mukaam ludhiyaanaa
sang liye dolun main pyaar kaa tarana
de chuki hun balam ko dil nazrana
yahi re yahi hai mera thikana
aahaa re aahaa jhuumti naveli
aahaa re aahaa naar alabeli
aahaa re aahaa pyaar ki paheli
aahaa re aahaa naar alabeli
aahaa aahaa aahaa aahaa aahaa
naam meraa nimmo mukaam ludhiyaanaa
sang liye dolu main pyaar kaa kazaanaa
de chuki balam ko dil nazrana
yahi re yahi hai mera thikana
aahaa re aahaa jhumati naveli
aahaa re aahaa naar alabeli
aahaa re aahaa pyaar ki paheli
aahaa re aahaa naar alabeli
aahaa aahaa aahaa aahaa aahaa
naam meraa nimmo mukaam ludhiyaanaa
sang liye dolun main pyaar kaa tarana
o dekh dekh nimmo na ab bharma
dil na jalaa dil na jalaa
are main ne tujhe chaahaa kyaa yah bhi
hai kataa sach batalaa sach batala
o dekh dekh nimmo na ab bharma
dil na jalaa dil na jalaa
are main ne tujhe chaahaa kyaa yah bhi
hai kataa sach batalaa sach batala
aadat hai mardon ki battiya banana
jhuuth-muuth karate hain pyaar kaa bahana
mujhko re tune nahin pehchana
yaahi hai yaahi hai mera thikana
aahaa re aahaa jhumati naveli
aahaa re aahaa naar alabeli
aahaa re aahaa pyaar ki paheli
aahaa re aahaa naar alabeli
aahaa aahaa aahaa aahaa aahaa
naam meraa nimmo mukaam ludhiyaanaa
sang liye dolun main pyaar kaa tarana
main ne jis pe ye nazar daali matwaali matwaali
aiyyo bhuul gayaa dil ki vo rakhwaali
oye laali oye laali
main ne jis pe ye nazar daali matwaali matwaali
arere bhul gayaa dil ki vo rakhwaali
oye laali oye laali
maan gaye tujhko hai teraa hi zamana
iltijaa yahi hai miton ko naa mitaanaa
jaise aayi chham se chali mat jaanaa
yaahi re yaahi hai mera thikana
aahaa re aahaa jhumati naveli
aahaa re aahaa naar alabeli
aahaa re aahaa pyaar ki paheli
aahaa re aahaa naar alabeli
aahaa aahaa aahaa aahaa aahaa
naam meraa nimmo mukaam ludhiyaanaa
sang liye dolun main pyaar kaa tarana
aahaa re aahaa jhumati naveli
aahaa re aahaa naar alabeli
aahaa re aahaa pyaar ki paheli
aahaa re aahaa naar alabeli
aahaa aahaa aahaa aahaa aahaa
naam meraa nimmo mukaam ludhiyaanaa
sang liye dolun main pyaar kaa tarana
+bhaleraja
It happens often. Please note that "Sapan Suhane" was released in the year
1961; and "Samshaya Phala (ಸಂಶಯ ಫಲ)" was released in the year 1971.
Interestingly, the music was scored for both movies by Salil Chowdhury.