naacho naacho naacho
ae duniyaa waalo, duniyaa naach rahi hain

tak dhina tak dhina dhin dhinak dhin
tak dhina tak dhina dhin dhinak dhin
chhun chhun chhun chhun, paayal baaj rahi hain
baaj rahi hain, baaj rahi hain, baaj rahi hain
duniyaa naach rahi hain naacho naacho naacho
ae duniyaa waalo, duniyaa naach rahi hain
duniyaa naach rahi hain duniyaa naach rahi hain
naacho naacho naacho
aa aa aa aa
saari duniyaa ek naatak hain, ham naachan ko aaye
aa aa aa aa
aasha aur niraasha dekho, kya kya naach nachaaye
kya kya naach nachaaye
fir ek din jivan ka parda chupake se gir jaaye
duniyaa naach rahi hain naacho naacho naacho
ae duniyaa waalo, duniyaa naach rahi hain
chhun chhun chhun chhun, paayal baaj rahi hain
baaj rahi hain, baaj rahi hain, baaj rahi hain
duniyaa naach rahi hain naacho naacho naacho
dhak dhin dhak dhin baaje re paayal
sune jhanan jhanan jhankaar
sune jhanan jhanan jhankaar
sune jhanan jhanan jhankaar
aa aa aa aa
koi lakshmi ke pichhe naache, paise ki chhanchhan par
aa aa aa aa
koi stri ke pichhe naache, matwaale joban par
matwaale joban par
koi shakti par koi bhakti par, naachat rahe jivan bhar
duniyaa naach rahi hain naacho naacho naacho
ae duniyaa waalo, duniyaa naach rahi hain
chhun chhun chhun chhun, paayal baaj rahi hain
baaj rahi hain, baaj rahi hain, baaj rahi hain
duniyaa naach rahi hain naacho naacho naacho
aa aa aa aa
tulasidaas uttar me naache, gaurprabhu purab me
aa aa aa aa
narsinghmehta pashchim naache, tukaaraam dakshin me
tukaaraam dakshin me
madhy hind me meera naache, mohan ki galiyan me
duniyaa naach rahi hain naacho naacho naacho
chhak chhanan chhanan baaje paayal chhanak