nahi hain fikr mujhe, apni zindagi ke liye

main ji raha hun
main ji raha hun zamane me, aap hi ke liye

khushi ko dhundate firte hain ye jahan waale

ye jahan waale
magar ye hoti hain daulat, kisi kisi ke liye
magar ye hoti hain daulat, kisi kisi ke liye
main ji raha hun zamane me, aap hi ke liye
nahi hain fikr mujhe, apni zindagi ke liye
hamare gharme charago ka koi kama nahi
hamare gharme charago ka koi kama nahi
koi kaam nahi
tera khyaal hi kafi hain roshni ke liye
tera khyaal hi kafi hain roshni ke liye
main ji raha hun zamane me, aap hi ke liye
nahi hain fikr mujhe, apni zindagi ke liye
kabhi na dekha jise apni aankh se maine
kabhi na dekha jise apni aankh se maine
apni aankh se maine
tadap raha hu main ek aise ajnabi ke liye

aap hi ke liye
aap hi ke liye
aap hi ke liye