aa aa nana na
naye mehmaan ko adaab baja lati hu
aur gustakhi na samjho
to ye samjhati hu
sauq se dekhiye jalva hain, dikhane ke liye
hain vafa shart magar, hath lagane ke liye
dil lene dene wali, baat fir kabhi hogi
dil lene dene wali
dil lene dene wali, baat fir kabhi hogi
nahi nahi aaj nahi
aaj nahi aaj nahi
nahi nahi aaj nahi
nahi nahi aaj nahi
akele me to mulakaat
akele me to mulakaat, fir kabhi hogi
nahi nahi aaj nahi
aaj nahi aaj nahi
nahi nahi aaj nahi
aaj nahi aaj nahi
aaj raag rang ka tamasha dekhiye
tamasha dekhiye
lachke ang ang, ka tamasha dekhiye
tamasha dekhiye
aankho se aankho ke, jaam takraiye
dur hi dur se, dil bahlaiye
wo paas aane wali
wo paas aane wali
wo paas aane wali, raat fir kabhi hogi
nahi nahi aaj nahi
aaj nahi aaj nahi
nahi nahi aaj nahi
aaj nahi aaj nahi
dil lene dene wali
dil lene dene wali, baat fir kabhi hogi
nahi nahi aaj nahi
aaj nahi aaj nahi
nahi nahi aaj nahi
nahi nahi aaj nahi
dil jo machle to usko samjhana
wo na manega hai jo divana
dil jo machle to usko samjhana
wo na manega hai jo divana
kaam divano wale karta hain
o roz jita hain roz marta hain
achchi surat jaha nazar aai
ho gaya bas usi ka shedaai
hera feri se baaj kab aaye
maal jaha dekhe chor ban jaye
lekin hujur
chori wali vardat
ye chori wali vardat, fir kabhi hogi
nahi nahi aaj nahi
aaj nahi aaj nahi
nahi nahi aaj nahi
aaj nahi aaj nahi
nahi nahi aaj nahi
aaj nahi aaj nahi
nahi nahi nahi nahi
nahi nahi aaj nahi