Video of this song from youtube
Average Rating : 3.17
Total Vote(s) : 12
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Naina Ho Gaye Bawre Tere Sang Nain Laga Ke - नैना हो गये बाँवरे तेरे संग नैना लगा के
are naina ho gaye banwre tere sang naina laga ke
are naina ho gaye banwre tere sang naina laga ke
hal abhi se hai ye mera hal abhi se hai ye mera
aage hoga kya hoga kya hoga kya hoga kya
are naina ho gaye banwre tere sang naina laga ke
naina ho gaye banwre tere sang naina laga ke
hal abhi se hai ye mera hal abhi se hai ye mera
aage hoga kya hoga kya hoga kya
are naina ho gaye banwre tere sang naina laga ke
are naina ho gaye banwre tere sang naina laga ke

aate aate kabhi jawani ke mausam jab aaye
chhora chhori ek din yuhi raho me takraye
aate aate kabhi jawani ke mausam jab aaye
chhora chhori ek din yuhi raho me takraye
are ho gayi takkar chal gaya chakkar ho gayi takkar
chal gaya chakkar aage hoga kya hoga kya hoga kya
are naina ho gaye banwre tere sang naina laga ke
are naina ho gaye banwre tere sang naina laga ke

aankh se teri aankh ladi to dil me hua dhamaka
chalte chalte bich sadak pe pad gaya dil pe daka
aankh se teri aankh ladi to dil me hua dhamaka
chalte chalte bich sadak pe pad gaya dil pe daka
ram duhai ram hi jane ram duhai ram hi jane
aage hoga kya hoga kya hoga kya
are naina ho gaye banwre tere sang naina laga ke
are naina ho gaye banwre are naina ho gaye banwre
are naina ho gaye banwre tere sang naina laga ke
are naina ho gaye banwre tere sang naina laga ke
bam bhole ki bhang ne kaisa gajab ka rang dikhaya
are tan man me wo tarang jagi ang ang lehraya
aaye haye kya mohabbat hai jodi salamat rahe

husn ke rang to dekho ishq ke dang to dekho
log kyu pichhe aaye ye aise shor machaye
ye sab hai pyar ke dushman dil mile to jal jaye
dekh le gali mohalla macha le duniya halla
kiya hai pyar karenge karenge khulam khulla
kiya hai pyar karenge karenge khulam khulla

duniya soche ham kyu soche duniya soche ham kyu soche
aage hoga kya hoga kya hoga kya
are naina ho gaye banwre tere sang naina laga ke
are naina ho gaye banwre are naina ho gaye banwre
are naina ho gaye banwre tere sang naina laga ke
are naina ho gaye banwre tere sang naina laga ke
are naina ho gaye banwre tere sang naina laga ke
naina ho gaye banwre tere sang naina laga ke
lyrics of song Naina Ho Gaye Bawre Tere Sang Nain Laga Ke
Comments on song "Naina Ho Gaye Bawre Tere Sang Nain Laga Ke"
Stephen Babu on Monday, December 01, 2014
Superstar rajnikanth gr8!
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Phool Bane Angarey (1991)
Rajinikanth, Rekha, Beena, Alok Nath, Bindu, Dalip Tahil, Amita Nangia, Charan Raj, Shafi Inamdaar, Prem Chopra, Senthil, Aparajita, Jagdish Raaj, Parikshat SahniBappi Lahiri, Alka Yagnik, Lata Mangeshkar, Amit Kumar, Sudesh Bhosle, Kavita Krishnamurthy, Mohammed AzizAnjaanBappi LahiriK C BokadiaK C BokadiaPhool Bane Angarey at IMDB      Phool Bane Angarey at WikipediaPhool Bane Angarey at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type