dil ki baate kahi hai usne palke jhuka ke
ek nazar usne dekha humko jo muskura ke
hum jaha the wahin par khade reh gaye
unse naina lade ke lade reh gaye
naina lade ke lade reh gaye
naina lade ke lade reh gaye
naina lade ke lade reh gaye
naina lade ke lade reh gaye
naina lade ke lade reh gaye
naina lade ke lade reh gaye
naina lade ke lade reh gaye
naina lade ke lade reh gaye
jannat mein bhi shayad na ho
koi hoor us hasin ki tarah
dekha nahi chehre pe humne
kahin noor uss hasin ki tarah
ishq ki wo ibteda hai husn ki wo inteha hai
baakhuda baakhuda kya batau achanak
kya hua hai mujhe muskura ke jo usne
jab se dekha mujhe
teer nazro ke dil mein gade reh gaye
unse naina lade ke lade reh gaye
naina lade ke lade reh gaye
naina lade ke lade reh gaye
naina lade ke lade
naina lade naina lade ke reh gaye
naina lade ke lade reh gaye
naina lade ke lade reh gaye
naina lade ke lade reh gaye
naina lade ke lade reh gaye
chashme karam keejiye
sarkaar humaari taraf
dekho idhar bhi ek baar
aye yaar hamaari taraf
hai asar ye ek nazar ka
rog humne umar bhar ka le liya le liya
dil ki baate ye sab unse jaakar kahe
har ghadi har samay uske sang hum rahe
khaab aankho mein kitne jade reh gaye
unse naina lade ke lade reh gaye
naina lade ke lade reh gaye
naina lade ke lade reh gaye
naina lade ke lade reh gaye
naina lade ke lade reh gaye
naina lade ke lade reh gaye
naina lade ke lade reh gaye
naina lade ke lade reh gaye
naina lade ke lade reh gaye