Lyrics of Naina Thag Lenge, Naino Ki Mat Maaniyo Re - नैना ठग लेंगे, नैनो की मत मानियो रे
naino ki mat maaniyo re naino ki mat suniyo

naino ki mat suniyo re
naina thag lenge
naina thag lenge thag lenge naina thag lenge

jagte jaadu phukenge re jagte jagte jaadu
jagte jaadu phukenge re ninde banjar kar denge

naino ki mat maaniyo re
bhala manda dekhe naa paraaya naa saga re
naino ko toh dasne kaa chaska laga re

naino kaa jehar nashila re
naino kaa jehar nashila
naino kaa jehar nashila re
naino kaa jehar nashila
badalo me satrangiya bove bhor talak barsaave
badalo me satrangiya bove naina banvra kar denge
naina thag lenge
naina thag lenge thag lenge naina thag lenge
naina thag lenge thag lenge naina thag lenge
naina thag lenge thag lenge naina thag lenge
naina raat ko chalte chalte swarga me le jaave
megh malhaar ke sapne dije hariyaali dikhlaave

naino ki juban pe bharosa nahi aata
likhad parakh naa rasid naa khaata
naino ki juban pe bharosa nahi aata
likhad parakh naa rasid naa khaata
sari baat hamaari re
sari baat hamaari
bin badal barsaaye saawan saawan bin barsaata
bin badal barsaaye saawan naina banvra kar denge
naina thag lenge
naina thag lenge thag lenge naina thag lenge
naino ki mat maaniyo re naino ki mat suniyo
naino ki mat suniyo re
naina thag lenge
jagte jaadu phukenge re jagte jagte jaadu
jagte jaadu phukenge re ninde banjar kar denge
naina thag lenge
naina thag lenge thag lenge naina thag lenge
naina thag lenge thag lenge naina thag lenge
naina thag lenge thag lenge naina thag lenge
naina
beautifully translated, congrats! gone are those days when the pair used to sing romantic numbers. These days the songs are based on actual circumstances and mostly Sufi type without the hero or heroine having to sync their lips for it. Rahat has brought in a revolution in rendering songs despite being a qawali singer! I am also inspired with his renditions and sang a few karoake songs. can be accessed under kayesare in you tube. pl listen whenever you get time and let me know?