naino se mad madira pilakar
naino se mad madira pilakar
tumne haye tumne, hume mastana kiya
apna banakar tumne humko
duniya se begana kiya
apna banakar tumne humko
duniya se begana kiya
ye prem hai kya, jakar puchho
koi shama ke us diwane se
koi shama ke us diwane se
jalne me maza aata hai kya
puchho koi parwane se
jalne me maza aata hai kya
puchho koi parwane se
humne to aadesh pe uske
dil apna nazrana kiya
ha dil apna nazrana kiya
apna banakar tumne humko
duniya se begana kiya
apna banakar tumne humko
duniya se begana kiya
dilwale, dilwale hardum hanste hanste
dil ka sauda karte hai
ha dil ka sauda karte hai
anjam ki kya parwah unko
wo nahi maut se darte hai
anjam ki kya parwah unko
wo nahi maut se darte hai
humne bhi kisi dilbar ke dil se
aashno ye ada na kiya
aashno ye ada na kiya
apna banakar tumne humko
duniya se begana kiya
apna banakar tumne humko
duniya se begana kiya
kya aan nayi, kya shan nayi
kya aan nayi, kya shan nayi
kya ada nirali, bato ki
kya ada nirali, bato ki
nas nas me bijli daud gayi
ye harkat hai in hatho ki
nas nas me bijli daud gayi
ye harkat hai in hatho ki
hum kaap rahe, ab tak dekho
hum kaap rahe, ab tak dekho
itna humko hairan kiya
itna humko hairan kiya
apna banakar tumne
ha tumne, na na tumne
apna banakar tumne humko
duniya se begana kiya
apna banakar tumne humko
duniya se begana kiya
One of my most favourite, thanks a lot for sharing. Rafi Ji aur Nirmala
Devi Ji to bilkul lajawab hain. Nirmala Devi Ji was a great classical
singer and a great singing star of 1940s, who gave playback in later
decades. Hairani ki baat nahin hai na, ki wo singing star theen. Kitni
acchi dikhti hain aur kya awaaz hai, shayad aaj ke zamanewale unhein actor
Govinda ki Mummy ke roop mein jaante honge. And, of course, Rafi Ji is Rafi
Ji, both are my most favourite. Please upload more songs from this.