ta thaiya ta thaiya o o, ta thaiya ta thaiya o o
dhum tan nan dhum tan nan
naino me sapana sapano me sajana
sajana pe dil aa gaya ke sajana pe dil aa gaya
naino me sapana sapano me sajana
sajana pe dil aa gaya ke sajana pe dil aa gaya
kahi albele dheke jawani ke rele dekhe
hasino ke mele dekhe dil pe tuhi hi chha gaya tuhi hi chhaa gaya
naino me sapana sapano me sajani
sajani pe dil aa gaya ke sajani pe dil aagaya
ta thaiya ta thaiya o o, ta thaiya ta thaiya o o
tu nahi aa main nahi aa ab dil ek hai
do tan ek praan do dil ek jan manzil ek hai
aang se aa aang mile aa arama khil gaye
purab pachim se pachim purab se kaise mil gaye
pyar ke jamane mile husn ke khajane mile
jine ke bahane mile man me, jo tu aa gaya jo tu aa gaya
naino me sapana sapano me sajana
sajana pe dil aa gaya ke sajana pe dil aa gaya
naino me sapana sapano me sajani
sajani pe dil aa gaya ke sajani pe dil aa gaya
taa thaiya ta thaiya o o, ta thaiya ta thaiya o o
dhum tan nan dhum tan nan
sanche me aa me tere hi aa main to dhal gayi
tune toda hai aisa moda hai ho gayi main nayi
sason me aa hoto pe aa tera hi naam hai
lena dena hai kya mujhe duniya se tujhase kam hai
rangin najare mile tufan me kinare mile
dil ke sahare mile dil me jo tu aa gaya jo tu aa gaya
naino me sapana sapano me sajana
sajana pe dil aa gaya ke sajana pe dil aa gaya
naino me sapana sapano me sajani
sajani pe dil aa gaya ke sajani pe dil aa gaya
ke sajana pe dil aa gaya ke sajani pe dil aa gaya
ke sajana pe dil aa gaya ke sajani pe dil aa gaya
Hi Hali and thanks, although truly, it's a far greater pleasure just to see
your videos. Your choice for this time as Sridevi's birthday is celebrated
reflects, as always, your excellent taste. Himmatwala introduced many of us
(esp. me), to the multitalented gorgeous beauty that is Sridevi and the
Alukkas Jewellry Ad showcases her everlasting beauty.