najar ke samne ik raasta jaruri hai
najar ke samne ik raasta jaruri hai
bhatakte rahne ka bhi silsila jaruri hai

misaal-e-abr-o-hawa dil-ba-ham rahe lekin

mohabbato me jara faasla jaruri hai
bhatakte rahne ka bhi silsila jaruri hai
najar ke samne ik raasta jaruri hai
woh kauf hai ke sar-e-sham ghar se chalte waqt

gali ka dur talak jaayja jaruri hai
bhatakte rahne ka bhi silsila jaruri hai
najar ke samne ik raasta jaruri hai
tallukaat ke naam-o-tibar hawao se
tallukaat ke naam-o-tibar hawao se
tamam umr ka ik rawita jaruri hai