Lyrics of Naksh Fariyaadi Hai Kisaki Shoki E Taharir Kaa - नक्ष फ़रियादी हैं किसकी शोख़ी-ए-तहरीर का
naksh fariyadi hai kiski shokhi-e-taharir ka
shokhi-e-taharir ka
kagaji hai pairahan har paikar-e-tasveer ka
kagaji hai pairahan har paikar-e-tasveer ka
kagaji hai pairahan
kave kave sakht jani haye tanhai na puchh
kave kave sakht jani haye tanhai na puchh
tanhai na puchh
subah karna sham ka lana hai ju-e-shir ka
subah karna sham ka lana hai ju-e-shir ka
subah karna sham ka
jazb-e-be-ikhtiyaar-e-shauq dekha chahiye
jazb-e-be-ikhtiyaar-e-shauq dekha chahiye
shauq dekha chahiye
ki naye shamshir se bahar hai dum shamshir ka
ki naye shamshir se bahar hai dum shamshir ka
ki naye shamshir se
bas ke hu gaalib asiri me bhi aatish zer-pa
asiri me bhi aatish zer-pa
mu-e-aatish dida hai halka meri zanjir ka
mu-e-aatish dida hai halka meri zanjir ka
naksh fariyadi hai kiski shokhi-e-taharir ka
naksh fariyadi hai
A great piece of poetry by Mirza Ghalib and equally great rendition by
Talat Mahmood. What a great combination.