nanhi-nanhi neeli-neeli adhkhuli ankhiyo mein
chandani ke rath pe sawar ho ke aa
nindiya ki rani tu syani, anjani bani
aa tu na ja, kahi aur na ja
tu yaha ankhiyo ko sula to jara
aa tu na ja, kahi aur na ja
nindiya palko mein sama to jara
ha, nanhi-nanhi neeli-neeli adhkhuli ankhiyo mein
chandani ke rath pe sawar ho ke aa
nindiya ki rani tu syani, anjani bani
aa tu na ja, kahi aur na ja
tu yaha ankhiyo ko sula to jara
aa tu na ja, kahi aur na ja
nindiya palko mein sama to jara
pyari-pyari ankhiyo mein nindiya tu aa bhi ja
bholi-bhali ankhiyo mein nindiya tu aa bhi ja
pyari-pyari ankhiyo mein nindiya tu aa bhi ja
bholi-bhali ankhiyo mein nindiya tu aa bhi ja
kajarari ankhiyo mein nindiya tu aa bhi ja
matwali ankhiyo mein nindiya tu aa bhi ja
nindiya tu aa bhi ja
ho, nanhi-nanhi neeli-neeli adhkhuli ankhiyo mein
chandani ke rath pe sawar ho ke aa
nindiya ki rani tu syani, anjani bani
aa tu na ja, kahi aur na ja
tu yaha ankhiyo ko sula to jara
aa tu na ja, kahi aur na ja
nindiya palko mein sama to jara
raah bhuli tu kaha? nindiya tu ye bata
kahe jage nain yaha? nindiya tu ye bata
raah bhuli tu kaha? nindiya tu ye bata
kahe jage nain yaha? nindiya tu ye bata
kaun mila tujhe waha? nindiya tu ye bata
aayega tu kab yaha? nindiya tu ye bata
nindiya tu ye bata
ho, nanhi-nanhi neeli-neeli adhkhuli ankhiyo mein
chandani ke rath pe sawar ho ke aa
nindiya ki rani tu syani, anjani bani
aa tu na ja, kahi aur na ja
tu yaha ankhiyo ko sula to jara
aa tu na ja, kahi aur na ja
nindiya palko mein sama to jara
chhote-chhote hontho par pyari muskan hai
pyari muskan mein hi basi meri jaan hai
chhote-chhote hontho par pyari muskan hai
pyari muskan mein hi basi meri jaan hai
basi meri jaan jaha wo mera jahan haii
wo mera jahan, wo hi mera aasman hai
mera aasman hai
nanhi-nanhi neeli-neeli adhkhuli ankhiyo mein
chandani ke rath pe sawar ho ke aa
nindiya ki rani tu syani, anjani bani
aa tu na ja, kahi aur na ja
tu yaha ankhiyo ko sula to jara
aa tu na ja, kahi aur na ja
nindiya palko mein sama to jara