naav sahil pe dagmagayi hai
naav sahil pe dagmagayi hai
namuradi, namuradi, namuradi
teri duhaai hai
namuradi teri duhai duhai hai
namuradi teri duhai
kal bhi ye aaye ji, puchiye unse
ha kal bhi ye aaye, puchiye unse
jinko kaato pe nind aayi hai
jinko kaato pe nind aayi hai
jinko kaato pe nind
jinko kaato pe nind aayi aayi hai
jinko kaato pe nind aayi
zindagi ki duaa na de zalim
ha zindagi ki duaa na de zalim
zindagi kisi ko ras aayi
zindagi kisi ko ras aayi hain
zindagi kisi ko
hosh ki jad me, aa gaya hu main
hosh ki jad me, aa gaya hu main
chashme saaqi, chashme saaqi
saaqi teri duhaai hai
chashme saaqi teri duhaai hai
chashme saaqi
lagaate gam, na tu kisi ki maan ?
aa lagaate gam, na tu kisi ki maan ?
ye badi mushkilon se aayi hain
ye badi mushkilon se aayi hain
ye badi mushkilon se
kya, kya
kya shikayat shamim gairon se
aa kya shikayat shamim gairon se
hamne apno se chot khai hain
hamne apno se chot khai khai hain
hamne apno se chot khai hain
hamne apno se chot khai
naav sahil pe dagmagayi hai
naav sahil pe
@saz9297 Zaheer Sahab, Shukriyah, Shamim Sahab ki yeh Ghazal unke majmooey
"Shamim" (1986) meiN 3 MatloN ke saath shayaa hui hai. Mazey ki baat yeh ke
usmeiN se yeh Matla jo Begum Akhtar ne gaaya hai maujood nahiN hai. Ghazal
meiN kul 12 Ashaar hain aur 3 Matley yeh haiN: Husn par jisne fathe paai
hai Uske qabze meiN ek khudaai hai Unke qadmoN pa maut laai hai Zindagi aaj
kaam aai hai Jab kabhi unki yaad aai hai Eik taaza payaam laai hai Mirza
Jamal