nawjava nawjava kya tere gaon me
nawjava nawjava kya tere gaon me
mehmaano se ye saluk kiya jata hai
nawjava nawjava kya tere gaon me
nawjava nawjava kya tere gaon me
mehmaano se ye saluk kiya jata hai
ae hasin, ae hasin, ae hasin janeman pyar me
hum diwane, yu hi dil liya diya diya liya karte hain
ae hasin, ae hasin, ae hasin
ye acchi jabardasti hai, jane kaisi basti hai
ye acchi jabardasti hai jane kaisi ye basti hai
are apne gaon ke kuae ke pani me aisi masti hai
apne gaon ke kuae ke pani me aisi masti hai
aisi masti hai, aisi masti hai, aisi masti hai
baat kuch aur hai paani ke naam se
sab log yaha kuch aur piya karte hain
ae hasin, ae hasin, ae hasin janeman pyar me
hum diwane, yu hi dil liya diya diya liya karte hain
ae hasin, ae hasin, ae hasin
ek to karte ho tum chori uspe hai ye sina zori
ek to karte ho tum chori uspe hai ye sina zori
naino ki hathkadiya daal kar thane me le chal mujhko gori
thane me le chal, thane me le chal, thane me le chal
thane ka kaam kya aise dil fek ko
sarkaar saja hum aap diya karte hai
ae hasin, ae hasin, ae hasin janeman pyar me
hum diwane, yu hi dil liya diya diya liya karte hain
ae hasin, ae hasin, ae hasin
nawjava nawjava kya tere gaon me
mehmaano se ye saluk kiya jata hai
ae hasin, ae hasin, nawjava nawjava
ae hasin, ae hasin, nawjava nawjava