Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Naye Zamane Ka
3.00 - 1 votes
Rock Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Naye Zamane Ka - ओ जानम जानम
o jaanam jaanam
o jaanam ha jaanam
naye zamane ka tu naya item
are mast hua hain saara aalam
naye zamane ka tu naya item
mast hua hain saara aalam
khula khula hain tera tan
tauba kaisa ye fashion
dil mein hua dhamaka
ha ha dil mein hua dhamaka
jab se tujhko dekha
o jaanam o jaanam
naye zamane ka tu naya item
mast hua hain saara aalam
naye zamane ka tu naya item
mast hua hain saara aalam

na kaano mein hain baali
na maathe pe hain bindiya
na kaano mein hain baali
na maathe pe hain bindiya
chudiyo ki jagah pe
chudiyo ki jagah pe
tik tik karti hain ghadiyan
tik tik karti hain ghadiyan
pairon mein na paayal ki chham chham
ha tauba kaisa ye fashion
naye zamane ka tu naya item
mast hua hain saara aalam

teri jeans hain o chhori
kuch aadhe se bhi kam hain
ha ha ha teri jeans hain o chhori
kuch aadhe se bhi kam hain
tujhe ghur rahe hain sab chhore
kitne besharam hain
choli si hain teri t shirt humdam
na na tauba kaisa ye fashion
naye zamane ka tu naya item
mast hua hain saara aalam

tujhko nahi pukaaregi ab koi gajrewali
ha tujhko nahi pukaaregi ab koi gajrewali
faishon ki khaatir tune
jhulfe chhoti kar daali

teri ada hain bumchiki chikibum
ha mast hua hain saara aalam
naye zamane ka tu naya item
mast hua hain saara aalam
khula khula hain tera tan
tauba kaisa ye fashion
o jaanam o jaanam o jaanam
o jaanam o jaanam o jaanam
lyrics of song Naye Zamane Ka
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Nakhra Husn Ka (Album) (2006)
Kavita Krishnamurthy, Kunal Ganjawala, Vinod RathodSudhakar Sharma, Dr. Rohidas WaghmareRamesh Roshan Rai
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type