nazar ko milana nazar ko milana 
mila kar jhukana
yahi hai mohabbat ki pahli nishani 
yahi hai mohabbat ki pahli nishani 
main chahu chhupana na sujhe bahana
main chahu chhupana na sujhe bahana
yahi hai mohabbat ki pahli nishani 
yahi hai mohabbat ki pahli nishani
nazar ko milana mila kar jhukana
jhuki jhuki aankh mein khumar aa gaya 
bekrar jindagi mein pyar aa gaya
jhuki jhuki aankh mein khumar aa gaya 
bekrar jindagi mein pyar aa gaya
pyar sath leke intjaar aa gaya
intjaar aa gaya
ke dil ka fasana ke dil ka fasana 
najar se sunana
yahi hai mohabbat ki pahli nishani 
yahi hai mohabbat ki pahli nishani
nazar ko milana mila kar jhukana
wo mile nigah se nigah mil gayi
mere dil ko ek nayi raah mil gayi
wo mile nigah se nigah mil gayi
mere dil ko ek nayi raah mil gayi
janeman tujhe kisi ki chah mil gayi 
kisi ki chah mil gayi 
kabhi muskurana kabhi muskurana 
kabhi jhep jana
yahi hai mohabbat ki pahli nishani 
yahi hai mohabbat ki pahli nishani
nazar ko milana mila kar jhukana