Video of this song from youtube
Lyrics of Nazar Se Mil Gayi Nazar Aur Pal Me Dil Tera Hua - नज़र से मिल गयी नज़र और पल में दिल तेरा हुआ
nazar se mil gai nazar or pal me dil tera hua
phir me kya janu kya hua
nazar se lad gai nazar or ghayal dil mera hua
phir mujhse pucho kya hua

dil puchta hai chanda dil me kaha se aya
dil me kaha se aya
kase nahi ate hum jab tumne tha bulaya
jab tumne tha bulaya dil puchta hai chanda
dil me kaha se aya dil me kaha se aya
kase nahi ate hum jab tumne tha bulaya
jab tumne tha bulaya
nazar se mil gai nazar or pal me dil tera hua
phir me kya janu kya hua

nazar se lad gai nazar or ghayal dil mera hua
phir mujhse pucho kya hua
bikhare hai mere sapne bago me phool ban ke
bago me phool ban ke
kuch is tarah dil machla yad aye din bachpan ke
yad aye din bachpan ke
bikhare hai mere sapne bago me phool ban ke
bago me phool ban ke
kuch is tarah dil machla yad aye din bachpan ke
yad aye din bachpan ke
nazar se lad gai nazar or ghayal dil mera hua
phir mujhse pucho kya hua
nazar se mil gai nazar or pal me dil tera hua
phir me kya janu kya hua
lyrics of song Nazar Se Mil Gayi Nazar Aur Pal Me Dil Tera Hua
Comments on song "Nazar Se Mil Gayi Nazar Aur Pal Me Dil Tera Hua"
Srimanto Sen on Thursday, October 30, 2014
Dwijen Mukherjee is very similar to Hemant Mukherjee, listen to aai dil
kahan meri manzil.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Sapan Suhane (1961)
Balraj Sahni, Geeta Bali, Bhagwan, Helen, Kamini Kadam, K N Singh, Leela Mishra, ChandrashekharLata Mangeshkar, Manna Dey, Dwijen Mukherjee, Savita BanerjeeShailendraSalil ChowdharyKidar KapoorSapan Suhane at IMDB      Sapan Suhane at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type