nazar se nazar tum milaane se pahle
nazar se nazar
nazar se nazar tum milaane se pahle
zara soch lo
zara soch lo dil lagane se pahle
nazar se nazar tum milaane se pahle
nazar se nazar tum milaane se pahle
zara uske dil me bhi tum jhank lena
zara uske dil me bhi tum jhank lena
zara uske dil me bhi tum jhank lena
use raaz dil ka batane se pahle
use raaz dil ka batane se pahle
zara soch lo dil lagane se pahle
nazar se nazar tum milaane se pahle
nazar se nazar tum milaane se pahle
main ye jaanta hun meri zindagi me
main ye jaanta hun meri zindagi me
main ye jaanta hun meri zindagi me
koi gam na thaa tere aane se pahle
koi gam na thaa tere aane se pahle
zara soch lo dil lagane se pahle
nazar se nazar tum milaane se pahle
nazar se nazar tum milaane se pahle
bahut roya hoga wo apni khata par
bahut roya hoga wo apni khata par
bahut roya hoga wo apni khata par
saza mujhko gam ki sunaane se pahle
saza mujhko gam ki sunaane se pahle
zara soch lo dil lagane se pahle
nazar se nazar tum milaane se pahle
nazar se nazar tum milaane se pahle
khuda ruth jata hain ye soch lena
khuda ruth jata hain ye soch lena
khuda ruth jata hain ye soch lena
kisi dil ko itna dukhane se pahle
kisi dil ko itna dukhane se pahle
zara soch lo dil lagane se pahle
nazar se nazar tum milaane se pahle
nazar se nazar tum milaane se pahle
kahin jal na jaao khud is aag me tum
kahin jal na jaao khud is aag me tum
kahin jal na jaao khud is aag me tum
kisi aur ka ghar jalane se pahale
kisi aur ka ghar jalane se pahale
zara soch lo dil lagane se pahle
nazar se nazar tum milaane se pahle
nazar se nazar tum milaane se pahle
zara soch lo dil lagane se pahle
nazar se nazar tum milaane se pahle
nazar se nazar tum milaane se pahle