nazariya na maro nazar lag jayegi
nazariya na maro nazar lag jayegi
nazar lag jayegi, julm kar jayegi
julm kar jayegi, sitam kar jayegi
nazariya na maro nazar lag jayegi
rukhe anwar pe ye julfo ki chilman
hay julfo ki chilman
rukhe anwar pe ye julfo ki chilman
hay julfo ki chilman
kamar patli surahidar gardan
surahidar gardan
kayamat hain tumhari mast chaale
jise chahe usi ko maar daale
jise chahe usi ko maar daale
nazariya na maro nazar lag jayegi
nazariya na maro nazar lag jayegi
nazar lag jayegi, julam kar jayegi
julam kar jayegi, sitam kar jayegi
nazariya na maro nazar lag jayegi
gale me daal lo ji kaala dora
o bali kaala dora
gale me daal lo ji kaala dora
o bali kaala dora
lagalo gaal pe ek fil ka bhanwara
hamare dil ka bhanwara
bahut najuk ho ji tum chhui mui
zamane ki nazar hoti hain sui
zamane ki nazar hoti hain sui
nazariya na maro nazar lag jayegi
nazariya na maro nazar lag jayegi
nazar lag jayegi, julam kar jayegi
julam kar jayegi, sitam kar jayegi
nazariya na maro nazar lag jayegi