Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.25 - 4 votes
Romantic Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Nazaro Me Rang Hai Tumhare Labo Ka - नजारो में रंग हैं तुम्हारे लबो का
nazaro me rang hai tumhare labo ka
phulo me khusbu tumhare badan ki
nazaro me rang hai tumhare labo ka
phulo me khusbu tumhare badan ki
lee hai najakat kaliyo ne tumse
lee hai najakat kalio ne tumse
sawari hai kismat tumne chaman ki
tumne chaman ki tumne chaman ki

ye khabar aayegi kal ke akhbar me
ye khabar aayegi kal ke akhbar me
ek ladka pagal ho gaya
ek ladki ke pyar me pyar me
pyar me pyar me pyar me

julfe tumhari ghata se hai kali
adao me sokhi mohabbat ki janam
yu lag raha hai tumhe dekh kar
yu lag raha hai tumhe dekh kar
jaise pari koi jannat ki janam
jannat ki janam jannat ki janam
ye hai sayar koi karta hai sayri
ye hai sayar koi karta hai sayri
are diwana hai mujhko jo
kahta hai mai pari mai pari
mai pari mai pari mai pari

tum angdayi logi jo aise
to dil hamara machalne lagega
chayega aisa nasha dhadkano pe
haye chayega aisa nasha dhadkano me
dil ye kasam se bahakne lagega
bahakne lagega bahakne lagega
ye hai majnu koi ise laila chahiye
are ye hai majnu koi ise laila chahiye
mai logo se kah dungi
ise pathar se mariye mariye
mariye mariye mariye na

nazaro me rang hai tumhare labo ka
phulo me khusbu tuhmare badan ki
lee hai najakat kaliyo me tumse
lee hai najakat kaliyo me tumse
sawari hai kismat tumne chaman ki
tumne chaman ki tumne chaman ki
ye khabar aayegi kal ke akhbar me
ye khabar aayegi kal ke akhbar me
ek ladka pagal ho gaya
ek ladki ke pyar me pyar me
pyar me pyar me pyar me
lyrics of song Nazaro Me Rang Hai Tumhare Labo Ka
Comments on song "Nazaro Me Rang Hai Tumhare Labo Ka"
Himanshu Joshi on Wednesday, May 01, 2013
Hooked to the song since yesterday. The music got released in 1998 and I
liked it a lot then as well.
luvmjht1 on Wednesday, November 19, 2014
Thanks for uploading this song...had been searching for it since ages. You
are the best!
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Deewana Hoon Pagal Nahi (1998)
Shatrughan Sinha, Vikas Bhalla, Ayesha Jhulka, Dalip Tahil, Rakesh Bedi, Laxmikant Berde, Reema Lagoo, Tiku Talsania, Dinesh HingooKumar Sanu, Alka Yagnik, Babla Mehta, Pamela Chopra, Poornima, Udit Narayan, Suresh WadkarShyam Raj, Dev Kohli, Madan Pal, Anwar SagarAadesh ShrivastavaMohan JI PrasadIftikar AhmedDeewana Hoon Pagal Nahi at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type