nazdik na aana mujhe na hath lagana
ye mohabbat nahi achhi ye mohabbat nahi achhi
dil mera chura na mujhe diwana bana na
ye shararat nahi achhi ye shararat nahi achhi
jao mere majnu kisi shahra ko basao
aur khakh udao
laila meri tum naam na laila ka hasao
aankhe na churao
ab pyar jatana na kabhi aankh ladana
ki ye aadat nahi achhi ki ye aadat nahi achhi
tire chalana meri nazro ka bahana
ye shikayat nahi achhi ye shikayat nahi achhi
mai sharam se mar jaungi ab chhod kalai
deti hu duhai
jab aag mere dil me mohabbat ki lagai
tab laz na aayi
ulfat ka fasana kahi sun le na zamana
ye murabbat nahi achhi ye murabbat nahi achhi
gardan ko jhukana kabhi daman ko chhudana
ye nazakat nahi achhi ye nazakat nahi achhi
kyu tere liye mai dil ka mai sukh chain luta du
aur hosh gawa du
aa kan me chupke se mai ek bat bata du
aur pyar sikha du
mujhko na banana game hume ulfat ka nishana
ye musibat nahi achhi ye musibat nahi achhi
mausam ye suhana yu hi bato me gawana
ye himakat nahi achhi ye himakat nahi achhi
Another gem of Geetaji and SD Batish. The most beautiful and perfect in all
respect. The world has marched forward manyfold but in the field of music I
dont think so. The film industry has provided no substitute of Geetaji,
Amirbai , Hemant Kumar and SD Batish. Never. Thanks so much for this upload.