niche to dharti jale gagan jale
janni jagdambe tere bina kaun har jag peed
he ambe jagdambe he ambe
badal se jal barsa dharti ki pyas bujha
kam hai mera nam hai tera dono ki bat bana
badal se jal barsa dharti ki pyas bujha
pade kaleje pe lahrake din sab santa
sukhe tal talaiya sare gaye kaun malhar
megho ko mayya bula badal se jal barsa
kam hai mera nam hai tera dono ki bat bana
badal se jal barsa dharti ki pyas bujha
aaj laz hath tere bat ban jane de meri
meri bat kya bat to jayegi meri
pani ke teer chala badal se jal barsa
kam hai mera nam hai tera
dono ki bat bana badal se jal barsa
badal se jal barsa dharti ki pyas bujha
kam hai mera nam hai tera dono ki bat bana
badal se jal barsa dharti ki pyas bujha
gagan ghata ghan ghor
shor chahu or badal umad kar aane de
pyas dharti ko pila neer har tal talaiya nadi
sagar bhar jane de sagar bhar jane de
sagar bhar jane de he ambe jagdambe
he ambe jagdambe