Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.48 - 46 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Nigahein Ruk Gayin Haye Kahan Par, Kaise Baje Dil Ka Sitar - निगाहें रुक गईं हाय कहाँ पर, कैसे बाजे दिल का सितार
nigaahe ruk gayin haay kahan par
tadap kar rah gaya nagama zuban par
dhuwaan sa uth raha hai aasaman par
giri bijali kisi ke aashiyan par

kaise baje dil ka sitar theins lagi tut gaye tar
bita huwa jiwan ka pyar hay koyi aaj gaya har
dil kahin aawaz kahin nagama kahin saz kahin
dil kahin aawaz kahin nagama kahin saz kahin
dekh ye ghabaraayi nazar dekh ye ghabaraayi nazar
khol na de raz kahin khol na de raaz kahin
o aaj kahe dil bar-bar naiya meri kaise lage paar

dil me chhupaye huye gam kaise rahun rah na sakun
tut pade mujh pe sitam aur main kuchh kah na sakun
dil me chhupaye huye gam kaise rahun rah na sakun
tut pade mujh pe sitam aur main kuchh kah na sakun
o git me hai dil ki pukar gaye ja tu saajan ke dwar
lyrics of song Nigahein Ruk Gayin Haye Kahan Par, Kaise Baje Dil Ka Sitar
Comments on song "Nigahein Ruk Gayin Haye Kahan Par, Kaise Baje Dil Ka Sitar"
muhammad akram Nadeem on Thursday, August 07, 2014
i don,t have proper words to discribe myself about this song which is so
sweat beautifull and heart and mind touching sungby rafi sahab and shamshad
begum both areon the peak.muhammad akram nadeem.
mohamedrafiq rahim on Tuesday, April 21, 2015
wah the lyric writer dil me chupaye huwe gham kaise rahu siena sako toot
pare dil pe sitam aur me kuch keh na saku where are all this good writers
now i mean from their generation
Meha Dalal on Saturday, December 04, 2010
CHANDNI RAAT (1949) SHYAM, NASEEM BANO, DAVID, ULHAS, CUCKOO, JILLO,
PARVEEN, Noorjehan, Sayed Khan Produced By: TAJMAHAL PICS. Directed By: M.
AEHSAN Music By: NAUSHAD FAMILY DRAMA *
muhammad akram Nadeem on Monday, June 08, 2015
Kaise baje dil ka sitar - A very beautifull sweat and matchless melody
wonderfull theme composition by MD Naushad sahab sung by rafi sahab and
shanshad begum.muhammad akram nadeem.
mohamedrafiq rahim on Tuesday, April 21, 2015
listen to shamshad begum alone with good lyric and good music too Do din
ki khushi aag lagi aisi khushi ko dil tor diya hy dil tor diya dil tor diya
aag lagi aisi khushi se
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Chandni Raat (1949)
Shyam, Naseem Banoo, David, Ulhas, Cuckoo, Jillo, Parveen, Noor Jahan, Sayeeda KhanMohammed Rafi, Shamshad Begum, Uma DeviShakeel BadayuniNaushad AliM EhsanChandni Raat at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type