nigahe milakar nigahe jhukana
nigahe milakar nigahe jhukana
agar ye mohabbat nahi hai to kya hain
kitabon mein chahat har ek khat chhupana
ho kitabon mein chahat har ek khat chhupana
agar ye mohabbat nahi hai to kya hain
nigahe milakar nigahe jhukana
nigahe jhukana
adayen to pahle bhi thi sokh chanchal
magar is tarah se na karti thi ghayal
adayen to pahle bhi thi sokh chanchal
magar is tarah se na karti thi ghayal
hawayen to pahle bhi chalti thi waise
magar is tarah se na udta tha aanchal
ye lahraake aana balkha ke jana
ye lahraake aana balkha ke jana
agar ye mohabbat nahi hai to kya hain
nigahe milakar nigahe jhukana
nigahe jhukana
hatheli par aksar mera naam likhna
dhadkte huye dil pe phir usko rakhna
hatheli par aksar mera naam likhna
dhadkte huye dil pe phir usko rakhna
nigahe bichhakar mere raste mein
tadap kar jigar tham kar aah bharna
diwano ki tarah mere piche aana
oh diwano ki tarah mere piche aana
agar ye shararat nahi hai to kya hain
nigahe milakar nigahe jhukana
nigahe jhukana
subah shaam ye meri galiyon ke phere
irade nahi achchhe lagte hai tere
main diwanagi ki hddon se gujar kar
tujhe pyar karne laga hun main dilbar
kisi ki sreaam yun dil churana
agar ye shararat nahi hai to kya hain
nigahe milakar nigahe jhukana
agar ye mohabbat nahi hai to kya hain
kitabon mein chahat har ek khat chhupana
ho kitabon mein chahat har ek khat chhupana
agar ye mohabbat nahi hai to kya hain