nisha ki bela me vishram ke liye
muqt gagan ko jaye
apne param pita ki pavan god me
hum nishchint so jaye
so jaye, so jaye
so jaye, so jaye
nisha ki bela me vishram ke liye
muqt gagan ko jaye
apne param pita ki pavan god me
hum nishchint so jaye
so jaye, so jaye
so jaye, so jaye
om shanti
shanti om shanti
shanti om shanti
shanti om shanti, shanti om
om shanti ka mantr gunze
chalti sanso me
param shanti aanand upje
meri aankho me
baba ki yaado me
pyari si baato me
mithe bacche kho jaye, kho jaye
so jaye, so jaye, so jaye
aao samay de din bhar ke
karmo ka vistaar
ishwar ka dhanywad kare hum
chale sankarmo paar
sukh ka jhula ho
satgun ki nindra ho
baba ka o sang pa jaye, pa jaye
so jaye, so jaye, so jaye
om shanti
shanti om shanti
shanti om shanti
shanti om shanti, shanti om
baba ki muskan manohar
divy hai unko dular
ma ki mithi mamta hai
param pita ka pyar
hath rakhe wardani
anubhav ho ruhani
satyug prabhat pa jaye, pa jaye
so jaye, so jaye, so jaye
nisha ki bela me vishram ke liye
muqt gagan ko jaye
apne param pita ki pavan god me
hum nishchint so jaye
so jaye, so jaye
so jaye, so jaye, so jaye
kitna baba meete hai...uthni ye gaana bhi...