noor-e-ilahi noor-e-ilahi
ihdina s-sirate l-mustaqim
sirat alladhina an amta alayhim
ghayri l-maghdubi alayhim wa la d-dallin
noor-e-ilahi noor-e-ilahi noor-e-ilahi noor-e-ilahi

ho mere maula dua dil se hai aayi
noor-e-ilahi noor-e-ilahi noor-e-ilahi noor-e-ilahi
ho ji maula dikha teri raanaai

sadka hai panchatan paak ka, nabi muhammad rasul-ullah ka

mushkil kusha maula ali, bibi faatima hassan hussain ka
ho ji maula, ho ji maula mai hu tera shaidaai
noor-e-ilahi noor-e-ilahi noor-e-ilahi noor-e-ilahi
ho meri hasti hai din chaar ki, faani mera wajud hai

tu awwal tu hi aakhir, bas tu hi tu maujud hai
ho ji maula, ho ju maula tu rehbar main hu raahi
noor-e-ilahi noor-e-ilahi noor-e-ilahi noor-e-ilahi
ho ji maula dikha teri raanaai
noor-e-ilahi noor-e-ilahi noor-e-ilahi noor-e-ilahi
meri khudgarziyo khataao ko maaf kar zara

daaman me hai daag phir se shafaaf kar zara

de de dakhila tere ghar me, de de dakhila tere ghar me
tujhse maangta hu itna hi itna hi itna hi
noor-e-ilahi noor-e-ilahi noor-e-ilahi noor-e-ilahi
noor-e-ilahi noor-e-ilahi noor-e-ilahi noor-e-ilahi
noor-e-ilahi noor-e-ilahi noor-e-ilahi