o bachpan beeta baat me
badal gaya sab dhang
mitha laage re sakhi
ab duje ka sang
ab aai hai kaisi re umariya
lahraaye chunariya
jhuki jhuki jaaye re nazariya
ho jhuki jhuki jaaye re nazariya
it ut jaaye mori maathe ki bindiya
it ut jaaye mori maathe ki bindiya
raat raat bhar mohe aaye na nindiya
raat raat bhar mohe aaye na nindiya
kaate ki
kaate ki chubti hai sejiya
aai kaisi umariya
jhuki jhuki jaaye re nazariya
ab aai hai kaisi re umariya
lahraaye chunariya
jhuki jhuki jaaye re nazariya
ho jhuki jhuki jaaye re nazariya
khilne lagi hai mori palko ki pankhiya
palko ki pankhiya
chori chori dekhe mohe laakh laakh ankhiya
laakh laakh ankhiya
haay chudi chudi dekhe mohe, jaaun main
jaaun main kaise re bajariya
aai kaisi umariya
jhuki jhuki jaaye re nazariya
ab aai hai kaisi re umariya
lahraaye chunariya
jhuki jhuki jaaye re nazariya
ho jhuki jhuki jaaye re nazariya
ab to sakhi main apne aap se lajaaun
ab to sakhi main apne aap se lajaaun
chanda si chaandani me bhigi bhigi jaaun
bhigi bhigi jaaun
haay bhigi bhigi jaaun main to
aan milo ji
aan milo ji ab sawariya
aai kaisi umariya
jhuki jhuki jaaye re nazariya
ab aai hai kaisi re umariya
lahraaye chunariya
jhuki jhuki jaaye re nazariya
ho jhuki jhuki jaaye re nazariya