shok adaye mast nigahe in julfo mein lehrati hain lakho balaye
oh dilwale jara sambhal ke mehfil mein ana
is mehfil mein bada hain mushkil dil ko bachana

is mehfil mein bada hain muskil dil ko bachana
nazare utha ke dekho jalve hazar hain
bahe gale mein haiya phoolo ke haar hai
najare utha ke dekho jalve hazar hain
bahe gale mein haiya phoolo ke haar hain
kaise na ho bhala koi mera dewana hoye
oh dilwale jara sambhal ke mehfil mein ana
is mehfil mein bada hain mushkil dil ko bachana
duniya ko bhul ja tu masti mein jhule
nazare mila ke jara nazro ko chuum le
duniya ko bhul ja tu masti mein jhul
najare mila ke jara najaro ko chum le
ho ja pare zamane se jara dewana
oh dilwale jara sambhal ke mehfil mein ana
is mehfil mein bada hain mushkil dil ko bachana
shok adaye mast nigahe in julfo mein lehrati hain lakho balaye
oh dilwale jara sambhal ke mehfil mein ana
is mehfil mein bada hai mushkil dil ko bachana
oh dilwale jara sambhal ke mehfil mein ana
is mehfil mein bada muskil dil ko bachana