oo duniya badl de jis duniya mein bachho ki muskan nahi

jaha bhukh se marte ho balak
jaha bhukh e arte ho balak
us dharti se marte ho balak
oo duniya badl de jis duniya mein bachho ki muskan nahi
oo duniya badl de jis duniya mein bachho ki muskan nahi
ye basti mein rahne vale ye basti mein rahne vale

ye matrr hain hak apna ye matrr hain ujyale

ye rok na paaye dukh inka kya hum sabka apman hain
jaha bhukh se marte ho balak
us dharti pe bhagwan nahi
oo duniya badl de jis duniya mein bachho ki muskan nahi
oo duniya badl de jis duniya mein bachho ki muskan nahi
jo kisi ke assu puche jo kisi ka dard mitaye

vo safal usi ko dena jo kam kisi ke aaye

jo auro ka dukh na jane vo pathr hain insan nahi
jaha bhukh se marte ho balak
us bharti pe baghwan nahi
oo duniya badl de jis duniya mein bacho ki muskan nahi

ye uske deep jala do unki takdir jaga do

ye desh ke veer banenge inhe jeena agar sikha do

ye moti aur javhar hain par humko hi pehchan nahi