o jogi jog se mat kar pyaar 
javaani rahti hai din chaar 
o jogi jog se mat kar pyaar 
javaani rahti hai din chaar 
rahti hain din chaar, rahti hain din chaar 
preet bin jina hain bekar 
jogi jog se mat kar pyaar 
javaani rahti hain dil chaar 
preet jogi kabhi na darna 
preet jogi kabhi na darna
preet bina jina bhi marna 
preet bina jina bhi marna 
preet rang se ranga huaa hain 
ye sara sansaar 
jogi jog se mat kar pyaar 
javaani rahti hain dil chaar 
nir bina machhali kab jiye 
bhaunraa to ras ko hi piye 
nir bina machhali kab jiye 
bhaunraa to ras ko hi piye 
dil se dil jod le 
khule preet ka dwaar 
jogi jog se mat kar pyaar 
javaani rahti hain dil chaar 
apne ko kyo bhul raha hain 
apne ko kyo bhul raha hain 
sapno me jo jhul raha hain 
sapno me jo jhul raha hain 
dub jaye wo in lahro me 
kabhi na hoga paar 
jogi jog se mat kar pyaar 
javaani rahti hain dil chaar 
o jogi jog se mat kar pyaar 
javaani rahti hain dil chaar
 
EXCLUSIVE !