apne man ko tu bas me kar le
apne man ko tu bas me kar le
tera jivan sanwar jayega
mohe ang laga le jogi
mora rang nikhar jayega
jaise koyal sawan me mor
badli me kiran
ye jivan ek ksauti hai
hai ye bhul koi parakh raha
har pal har chinh
jivan ka bharosa nahi
jivan ka bharosa nahi
aaj hai kal kidhar jayega
aaj hai kal kidhar jayega
mohe ang laga le jogi
mora rang nikhar jayega
mohe ang laga le re jogi
mora rang nikhar jayega
payal ki meri runjhun sunke
jivan me khile ek naya rang
gyani ka gyan dhyani ka dhyan
jogi ka jaap ho jaye bhang
jo nirakar ke rang me ranga
us pe na chadhe koi duja rang
bhaye na use sun matwali
kanchan ka mini madi tarang
jis tan pe guman kare
rakh ban bikhar jayega
rakh ban bikhar jayega
mohe ang laga le re jogi
mora rang nikhar jayega
mohe ang laga le re jogi
mora rang nikhar jayega
aayi kar solah singar
ye to char dino ki hai maya
kundan sa badan ye adhar laal
ye to haad maas ki hai kaya
mujhsa sundar koi aur nahi
hai jisne tujhe banaya
wo dur hai main hu pass tere
wo mujh me sada samaya
main phul hu ban ja bhanwara
ras ka lobhi nahi man mera
masti ka rang hai mujh me dekh
nahi mujhpe chadega rang tera
chun le mere tan man ka moti
tujh me to jhuthi jyoti hai
phir kya rahna hai jag me
anmol umar kyu khoti hai
anmol umar kyu khoti hai
meri preet ko na thukra jogi
aaveg hai ye koi preet nahi
man ye tadapta jata hai
apne man ko tu bas me kar le
tera jivan sanwar jayega
tera jivan sanwar jayega
tera jivan sanwar jayega