o kata babulwa ka chubh gayo
lahu se pav mera rang gayo o balma
ho balma hath pakad mar gayi mar gayi mar gayi
ho balma hath pakad mar gayi
o kata babulwa ka chubh gayo
lahu se pav mera rang gayo
chain na aaye dard ke mare
chain na aaye dard ke mare
tadpu deepak ki lau jaise
ek rang aaye ek rang jaye
chand gahan me ab ho jaise
chand gahan me ab ho jaise balma
ho balma hath pakad mar gayi mar gayi mar gayi
ho balma hath pakad mar gayi
o kata babulwa ka chubh gayo
lahu se pav mera rang gayo
sab dushman hai is yowan ke
sab dushman hai is yowan ke
kya kate kya phul kya bhawra
tan ki agni man ko fuke
kya gajra kya kala kajra
kya gajra kya kala kajra balma ha
o balma hath pakad mar gayi mar gayi mar gayi
o balma hath pakad mar gayi mar gayi re
o kata babulwa ka chubh gayo
lahu se pav mera rang gayo
lagi bairan haye pawan ki
lagi bairan haye pawan ki
lakh sambhala aanchal dhalka
dil se thandi aahe nikli
naino se kuch sagar chalka
naino se kuch sagar chalka
o balma hath pakad mar gayi mar gayi mar gayi
o balma hath pakad mar gayi mar gayi re
FILM: "SHERA DAKU" = 1966.
Film cast: Sheikh Mukhtar, Nishi, Randhwa, Sunder, Kamran, Kumkum, Rajan
Kapoor
Singer: Asha Bhosle, Suman Kalyanpur, Usha Mangeshkar, Lata Mangeshkar
Lyricist: Noor Devasi, Asad Bhopali
Music Director: Ganesh
Film Director: Radhakant