chahiye kisi saye mein jagah chaha bahut baar hai
na kahin kabhi mera dil laga kaisa samajhdar hai
main na ponhchun kyu wahan pe jana chahun main jahan
main kahan kho gaya aisa kya ho gaya
oh mehrama kya mila yun juda hoke bata
oh mehrama kya mila yun juda hoke bata
na khabar apni rahi na khabar apni rahi
na raha tera pata
oh meharma kya mila yun juda hoke bata
jo shor ka hissa hui wo aawaz un
logon mei hun par tanha hun main haan tanha hun mai
duniya mujhe mujhse juda hi karti rahe
bolun magar na baatein karun ye kya hoon mai
sab hai lekin main nahin hoon wo jo thoda tha sahi
wo hawaa ho gaya kyu khafa ho gaya
oh mehrama kya milayun juda hoke bata
oh mehrama kya mila yun juda hoke bata
yun to yeh jahan paa liya maine hi mujhe paya na
hoke auron sa jane kyun jina hi mujhe aaya na
duniya main itna uljha khud se main tuta hoon
mujhse hamesha main hi peeche chhuta
main kahan kho gaya aisa kya ho gaya
oh mehrama kya mila yun juda hoke bata
oh mehrama kya mila yun juda hoke bata
na khabar apni rahi na khabar apni rahi
na raha tera pata oh meherma kya mila
yun juda hoke bata