patta anaron ka patta chanaron ka
jaise hawaon me aise bhatakta hun
din raat dikhta hun mai teri rahon me
mere gunahon me mere sawabon me shamil tu
bhuli atthanni si bachpan ke kurte me se mil tu
rakhun chhupa ke mai sab se wo laila
mangun zamane se rab se woh laila
kab se mai tera hun kab se tu meri laila
teri talab thi haan teri talab hai
tu hi to sab thi haan tu hi to sab hai
kab se mai tera hun kab se tu meri laila
o meri laila laila khwab tu hai pehla
kab se mai tera hun kab se tu meri laila
o meri laila laila khwab tu hai pehla
kab se mai tera hun kab se tu meri laila
mangi thi duaye jo
unka hi asar hai hum sath hai
yahan dikhawa hai
na yahan dunyavi jazbat hai
yahan pe bhi tu huron se zyada hasin
yani dono jahanon me tumsa nahi
jeet li hai aakhir me
hum dono ne yeh baziyan
rakhun chhupa ke mai sab se wo laila
mangun zamane se rab se wo laila
kab se mai tera hun kab se tu meri laila
teri talab thi haan teri talab hai
tu hi to sab thi haan tu hi to sab hai
kab se mai tera hun kab se tu meri laila
o meri laila laila khwab tu hai pehla
kab se mai tera hun kab se tu meri laila
o meri laila laila khwab tu hai pehla
kab se mai tera hun kab se tu meri laila
zaika jawani me khwabon me yaar ki mehmani me
marziya tumhari ho khush rahu mai teri manmani me
band aakhein karun din ko ratein karun
teri zulfon ko sehla ke batein karun
ishq me un baton se ho mithi si naraziya
rakhun chhupa ke mai sab se wo laila
mangun zamane se rab se wo laila
kab se mai tera hun kab se tu meri laila
teri talab thi haan teri talab hai
tu hi to sab thi haan tu hi toh sab hai
kab se mai tera hun kab se tu meri laila
o meri laila laila khwab tu hai pehla
kab se mai tera hun kab se tu meri laila
o meri laila laila khwab tu hai pehla
kab se mai tera hun kab se tu meri laila