Lyrics of O Radha Tere Bina Tera Shyam Hai Aadha - ओ राधा तेरे बिना तेरा श्याम है आधा
o radha tere bina
tera shyam hai aadha
o radha tere bina
tera shyam hai aadha
ek hi dil ek hi jaan
ek hi dil ek hi jaan
mere shyam nahi tu aadha
o radha tere bina
tera shyam hai adha
ek hi dil ek hi jaan
ek hi dil ek hi jaan
mere shyam nahi tu aadha
o radha tere bina
tera shyam hai aadha
mera ye rup rang tera hua
gora ye ang ang tera hua
mera ye rup rang tera hua
gora ye ang ang tera hua
dharti hai tu mai ambar banunga
dharti hai tu mai ambar banunga
lahre bani tu mai sagar banunga
sipi hu mai tujhme chupi
sipi hu mai tujhme chupi
hai pyas phir bhi jyada
o radha tere bina
tera shyam hai aadha
ek hi dil ek hi jaan
ek hi dil ek hi jaan
mere shyam nahi tu aadha
o radha tere bina
tera shyam hai aadha
mera ye rom rom tujhko pukare
naina ye baar baar rashta nihare
mera ye rom rom tujhko pukare
naina ye baar baar rashta nihare
sanso me teri mai hi chalunga
sanso me teri mai hi chalunga
dekhegi dil me mai hi milunga
mere kishan tu mera man
mere kishan tu mera man
sur tune hi ye sadha
o radha tere bina
tera shyam hai aadha
radha ke sang sang jina mujhe
radha ke sang sang marna mujhe
radha ke sang sang jina mujhe
radha ke sang sang marna mujhe
jayegi kaise ye bekarari
jayegi kaise ye bekarari
marke bhi mai rahungi tumhari
pujenge hum chahenge hum
pujenge hum chahenge hum
apna yahi hai wada
o radha tere bina
tera shyam hai aadha
Shabbir kumar and Mohd Aziz were the kings of their time, nobody could even touch them and they are in the list of all time legends with rafi and kishore. Their voice is still awesome and much better than many singers today and maybe still is better than all singers even now, emmm debatable but still love them all.