uchhla to ambar ki koli bhar ke chipka
pighla to suraj ko chumne ko lapka mera mann
uchhla to ambar ki koli bhar ke chipka
pighla to suraj ko chumne ko lapka
guna bhaag jod ho to har fande ka tod ho
guna bhaag jod ho to har fande ka tod ho
bhar-bhar ghoont hosh ke to peele
o rangeele haan rangeele oak se to pee le
zara oak se to pee le are haan rangeele ho rangeele
oak se to pee le zara oak se to pee le rangeele
ek do baar do-do chaar phansa le phansa
kar ke dekh marr ke dekh jeene ka mazaa
ek do baar do-do chaar phansa le phansa
kar ke dekh marr ke dekh jeene ka mazaa
ghot ghot peele jo ishqe da boota
ghot ghot peele jo ishqe da boota
dhun re dhun dil ki sunn kya saccha jhoota
ud jaa aur chahak zara jhoom aur mahak zara
satkarmon ke khaa le phal raseele o rangeele ha rangeele
oak se to pee le zara oak se to pee le
are haan rangeele ho rangeele oak se to pee le rangeele
kar le paar jo majdhaar hai teri nauka
leke chaav bhar le daav ye hi hai muaqa
kar le paar jo majdhaar hai teri nauka
leke chaav bhar le daav ye hi hai muaqa
ikka ho ya dukka ho teeya ya chauka
bann sanwar le hunar kisne hai roka
hawa sa nasheela pan megh sa raseela bann
jugnu jaise jagmagake jee le o rangeele ha rangeele
oak se to pee le zara oak se to pee le
are ha rangeele ho rangeele
oak se to pee le zara oak se to pee le ha rangeele
o rangeele oak se to pee le zara oak se to pee le
rangeele ai ai rangeele rangeele
rangeele rangeele rangeele rangeele
Brilliant work Mr. Kailash Kher! You are one of the very few original singers who take time between their albums and the effort is seen with every new song that you come up with. Truly, music to our very deprived ears! :)