aa ha ha aa ha ha
o sathi mere hathon mein tere
hathon ki ab girah di aise ki tute ye kabhi na
o sathi mere hathon mein tere
hathon ki ab girah di aise ki tute ye kabhi na
chal na kahin sapno ke gaaon re
chhute na phir bhi dharti se paon re
aag aur pani se phir likh de woh wade sare
sath hi me roye hanse sang dhup chaon re
aag aur pani se phir likh de woh wade sare
sath hi me roye hanse sang dhup chaon re
o sathi mere hathon mein tere
hathon ki ab girah di aise ki tute ye kabhi na
hum jo bikhre kabhi, tumse jo hum udhde kahin
bun le na phir se har dhaga
hum toh adhure yahan, tum bhi magar pure kahan
karle adhurepan ko hum aadha
jo abhi humara ho meetha ho ya khara ho
aao na kar le hum sab sajha
o sathi mere hathon mein tere
hathon ki ab girah di aisi ki tute ye kabhi na
gehri andheri ya ujle savere hon
ye sare toh hain tum se hi
aankh mein teri-meri utre ik sath hi
din ho patjhar ke ratein ya phulon ke
kitna bhi hum ruthe par baat karein sathi
mausam mausam yunhi sath chalenge hum
lambi in rahon mein ya phunk ke pahon se
rakhenge paaon pe tere marham
aao miley hum iss tarah, aaye na kabhi virah
hum se main na ho riha
humdum tum hi ho, hardum tum hi ho
ab hai yehi duaa
sathi re umr ke salvat bhi sath tahenge hum
god mein leke sar se chandi chunenge hum
marna mar sathi barsat jeeyenge hum
o sathi mere hathon mein tere
hathon ki ab girah di aise ki tute ye kabhi naa
chal na kahin sapno ke gaaon re
chhute na phir bhi dharti se paaon re
aag aur pani se phir likh de woh wade sare
sath hi me roye hanse sang dhup chaon re
aag aur pani se phir likh de woh wade sare
sath hi me roye hanse sang dhup chaon re
o sathi mere hathon mein tere
hathon ki ab girah di aise ki tute ye kabhi na
kabhi na
ohhhhh my god I love thes gf song