Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.00 - 2 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of O Shama Tera Parwana
ho shama tera parwana aaya hai lagi ko bujhane ke liye

ta ra rm pm pm ta ra rm pm pm ho gaye hm
chad diye humne tere sargam

shama jali hai parwane ke liye aaya parwana jal jane ke liye
shama jali hai parwane ke liye aaya parwana jal jane ke liye
ho shama tera parwana aaya hai lagi ko bujhane ke liye
shama jali hai parwane ke liye aaya parwana jal jane ke liye

dono taraf jab dil me hai dono taraf jab dil me hai
aag barabar lagi hui aag barabar lagi hui

phir koi hasrat rahe na seene ke ander dabi hui
koi shikwa shikayat koi shikwa shikayat
rahe na labo pe sunane ke liye
shama jali hai parwane ke liye aaya parwana jal jane ke liye

janeman janeman janeman janeman tujh pe sajhde ye tan man
in kadmo se lipti rahegi yuhi mere dil ki dhadkan
aaj aise mile hai hum dono aaj aise mile hai hum dono
ban jaye mishaal jamane ke liye
shama jali hai parwane ke liye aaya parwana jal jane ke liye
shama jali hai parwane ke liye aaya parwana jal jane ke liye

ho shama tera parwana aaya hai lagi ko bujhane ke liye
ho shama tera parwana aaya hai lagi ko bujhane ke liye
shama jali hai parwane ke liye aaya parwana jal jane ke liye
shama jali hai parwane ke liye aaya parwana jal jane ke liye
lyrics of song O Shama Tera Parwana
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Rishta Ho To Aisa (1992)
Mohammed Aziz, Shobha Joshi, Alka Yagnik, Sudesh Bhosle, Anuradha Paudwal, Shabbir Kumar,Kavita Krishnamurthy, Suresh WadkarMajrooh SultanpuriLaxmikant - PyarelalKalpataruRishta Ho To Aisa at IMDB      Rishta Ho To Aisa at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type