pa ga ma pa pa pa pa ga ma
pa ga ma pa pa pa pa ga ma
aaye na balam ka karu sajni
aye na balam
yahu yahu
chahe koi mujhe jangali kahe
bakne do ji bakta rahe
ham bhi to bhukh ke mare huye hain
ham kya kare
chahe koi mujhe jangali kahe
yahu yahu
maa pyari maa
god me teri khela bachpan mera
maa pyari maa
itna na dil ko tu apne dukha
ki tu ek balak bechara
soch ke sher se badla tu le
ki julm na ho fir dobara
ehsaan bada hoga mujhpar
ek baat sabhi se kehna hain
mujhe sher se nafrat ho gayi hain
ab julm na uska sahna hain
ehsaan bada hoga mujhpar
tum baat aisi juba par na lana
kyu, isliye
ki jangal ka raja, tumhe kha na jaye
ab to padega akele hi jana
kyu, isliye
ki buzdil hain jo julm sahta hi jaye
chhote bachche chhote bachche maan jao
chhote bachche chhote bachche maan jao
zindagi se pyar hain, to jidd me na aao
chhote bachche chhote bachche maan jao
munchh wale tera javab nahi
koi tujhsa nahi karodo me
munchh wale tera javab nahi
shabash shabash
lekin ek saath yaha do sher rahe
ek jangal me ek pani me
ek saath yaha do sher rahe
aao aao ji sher ji
dekho ji sher ji, kisse pada hain pala
ho aao aao ji sher ji
dekho ji sher ji, kisse pada hain pala
jara samne to aao chhaliye
chhup chhup chhalne me kya raaj hain
himmat hain to kar le mukabla
is jaingal me mera hi raaj hain
ho dekho chhote ka kamal
kaisi chal gaya chaal
dekha hoga kisi ne na
aisa jadugar
ho dekho chhote ka kamal
kaise chal gaya chaa
dekha hoga kisi ne na
aisa jadugar
ho dekho chhote ka kamal
kaise chal gaya chaa
dekha hoga kisi ne na
aisa jadugar