khole band taale ye man ke
gaflat me kyu jeete
khwabo ki surahi se chakh le
amrit ke do chhinte
tode bandisho wali kasme
fursat me jo leke
kaali siyahi se bhi kaali rasme
hasrat se hai khele
bona paudha gamle ke daayre me
khul ne na ugega
beeje, ankur uske kabhi jami me
dekho amber kaise chhuyega
pabandiya khud pe lagaye na
tukdo me pura kya jeena
pabandiya yunhi lagaye na
rahke adhura kya jeena, sun jara
chilmano se ghuti
parda ye kyu hua
bulbulo se bharne do inki udaan
sab, kahti saba
sapno ko na dubao
jo rakhengi kafas me hi
wo pabandiya khud pe lagaye na
tukdo me pura kya jeena
pabandiya yunhi lagaye na
rahke adhura kya jeena, sun jara
bona paudha gamle ke daayre me
khul ke na ugega
beeje, ankur uske kabhi jami me
dekho amber kaise chhuyega
pabandiya khud pe lagaye na
tukdo me pura kya jeena
pabandiya yunhi lagaye na
rahke adhura
pabandiya yunhi lagaye na
tukdo me pura kya jeena
pabandiya yunhi lagaye na
behisabi se jeena