paas ho tum magar karib nahi
paas ho tum magar karib nahi
khaid kahi aur nasib kahi
khaid kahi aur nasib kahi
paas ho tum magar karib nahi
khaid kahi aur nasib kahi
khaid kahi aur nasib kahi
paas ho tum magar karib nahi
lab se duwa aankho mein hai
ya kuchh khwab paresha hai
jaha shama jale waha dhuwa uthe
parvane kyun bechain se hai
lab se duwa aankho mein hai
ya kuchh khwab paresha hai
jaha shama jale waha dhuwa uthe
parvane kyun bechain se hai
chhedne se har jakham phir ubhar aata hai
jab koi hadse gujarta hai to gujar jaata hai
pakh daman jo kare saf to wo mar jaata hai
badniyat wale badniyat wale tu bachke
kidhar jaata hai fasla aamir garib nahi
paas ho tum magar karib nahi dil kahi aur nasib kahi
paas ho tum magar karib nahi
fitrat mein jiski nafrat andaz-ae-mohabbat kya jaane
uske aage rona kya jo raaz-ae-baat naa jaane
fitrat mein jiski nafrat andaz-ae-mohabbat kya jaane
uske aage rona kya jo raaz-ae-baat naa jaane
ye ashk to kisi ki bas amanat hai
parindo se chhalke to tumhari shaamat hai
hasino se khel naa karna tumhari aadat hai
yaad rakhna ke yaad rakhna ke ab teri kayamat hai
wakt mehbub mera rakib nahi
paas ho tum magar karib nahi
hai dil kahi aur nasib kahi
paas ho tum magar karib nahi
havas ke maare tum saare naa itne yu naadan bano
bahot der haivan bane kuchh der to ab insaan bano
havas ke maare tum saare naa itne yu naadan bano
bahot der haivan bane kuchh der to ab insaan bano
ek aurat ki sharafat ko lalkara tumne
ek kamsin ke ghunghat ko utara tumne
tutegi aasma tumpe aur ye jami nigal jayegi ye jindagani
ye jindagani teri maut mein dhal jayegi
kehar khuda ka baat ajib nahi
paas ho tum magar karib nahi
khaid kahi aur nasib kahi
paas ho tum magar karib nahi