Lyrics of Padel Ho Tum Manjil Hai Door, Maine Kaha Mohtaram - पैदल हो तुम मंजिल है दूर, मैंने कहा मोहतरमा
paidal ho tum manzil hai dur
hamdardi hai tumse huzur
maine kaha mohtaram ruke huye kyun hai kadam
maine kaha mohtaram ruke huye kyun hai kadam
kaahe ka hai intzaar
mana ke hai lamba safar, par tumhe kaahe ka dar
chadhti jawani hai rut bhi suhani hai manzil bhi rahi pukar
oye hoye maine kaha mohtaram ruke huye kyun hai kadam
chalne me paav thak jaye jo tumhare
le lena dum kahi baith ke pyare
chalne me paav thak jaye jo tumhare
le lena dum kahi baith ke pyare
raahi ko hai thandi chhav zaruri
baaho me ho ya nadi ke kinare
jana abhi hai tumko dur, mera kaha karna jurur
maine kaha mohtaram ruke huye kyun hai kadam
maine kaha mohtaram ruke huye kyun hai kadam
dekho kisi bekhata ki, aise hasi na udaao
oye oye oye oye
lagta hai ye bhi kahoge allah hume na satao
chalo re sakhiyo chane utaro
ise to lat me fasa ke maaro
dekho kisi bekhata ki aise hasi na udaao
oye oye oye oye
lagta hai ye bhi kahoge allah hume na satao
kar do maaf mera kusur, had ho gayi ab to huzur
hoye maine kaha mohtaram ruke huye kyun hai kadam
samjhe na mohtaram ruke huye kyun hai kadam
kaahe ka hai intzaar
mana ke hai lamba safar, par tumhe kaahe ka dar
chadhti jawani hai rut bhi suhani hai manzil bhi rahi pukar
oye hoye maine kaha mohtaram sun liya mohtaram
are maine kaha mohtaram sun liya mohtaram
AAMIR KHAN is a very charming hero,like DEV ANAND of old generation..