Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Pagal Huwa Huwa Huwa
3.00 - 1 votes
Tabu, Nana Patekar
Video of this song from youtube
Lyrics of Pagal Huwa Huwa Huwa - पागल हुआ हुआ हुआ
pagal hua hua hua, divana hua hua hua
o jane mujhe yeh kya hua, yeh kya hua, yeh kya hua
pagal hua hua hua, divana hua hua hua
o jane mujhe yeh kya hua
pagal hua hua hua, divana hua hua hua
o jane mujhe yeh kya hua
ha ladka tu ek patakha, ladaki mai ek dhamaka
dono ke dil hain javan
tune yeh dil me jhanka, ud gaya dono ka tanka
jayega abb tu kaha
pagal hua hua hua, divana hua hua hua
o jane mujhe yeh kya hua

jabse meri aankh ladi hai, tabse meri nind udi hai
pyar ki masti tujhe chadhi hai phir bhi mujhse dur khadi hai
ik numbar ka tu jhutha hai, dil mera tune luta hai
hay tauba yeh nakhare tere hosh uda degi tu mere
pagal hua hua hua, divana hua hua hua
o jane mujhe yeh kya hua
ha ladka tu ek patakha, ladaki mai ek dhamaka
dono ke dil hain javan
tune yeh dil me jhanka, ud gaya dono ka tanka
jayega abb tu kaha
pagal hua hua hua, divana hua hua hua
o jane mujhe yeh kya hua

tune kiya hai kaisa jadu, ladaki ho gayi hai bekabu
kar liya maine tujhko raji, jit gaya mai pyar ki baji
yar mere tu kar le vada, pyar karega hamse jyada
dekh ke tujhko dil mera dhadke, pyar karunga sabse badh ke
pagal hua pagal hua hua hua, divana hua hua hua
o jane mujhe yeh kya hua
ha ladka tu ek patakha, ladaki mai ek dhamaka
dono ke dil hain javan
tune yeh dil me jhanka, ud gaya dono ka tanka
jayega abb tu kaha
pagal hua pagal hua hua hua, divana hua hua hua
o jane mujhe yeh kya hua
tu chumbak hai mujhako khinche, tu aage mai pichhe pichhe
mushkil kar diya tune jina, bhul gaya mai khana pina
tune diya hai aisa jhatka, dil hontho pe aake atka
waah re tere pyar ka latka, ghum raha hu bhatka bhatka
ghum raha hu bhatka bhatka, ghum raha hu bhatka bhatka


lyrics typed by:pournima gujar
lyrics of song Pagal Huwa Huwa Huwa
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Kohram (1999)
Amitabh Bachchan, Nana Patekar, Tabu, Danny Denzongpa, Jaya Prada, Mukul Dev, Mukesh Rishi, Jackie Shroff, Ayesha Jhulka, Kabir Bedi, Avtar GillAmit Kumar, Kishanpal Singh, Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy, Sukhwinder Singh, Sanjeevani, Abhijeet, Alka YagnikDev Kohli, Anand Bakshi, SameerDilip Sen, Sameer SenMehul KumarMehul KumarKohram at IMDB      Kohram at WikipediaKohram at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type