pagle man, pagle man
tu ro ro kise sunaye
pagle man, pagle man
tu ro ro kise sunaye
is nagri me dekh hua hai
nyay aur anyay
nyay aur anyay
kauwo ko tu hans kahe ja
kauwo ko tu hans kahe ja
aur kaanto ko phul
aur kaanto ko phul
unka dosh nahi hai koi
kismat ki hai bhul
koi jo puche, kal the apne
koi jo puche, kal the apne
aaj hue kyu paraye
aaj hue kyu paraye
pagle man pagle man
tu ro ro kise sunaye
is nagri me dekh hua hai
nyay aur anyay
nyay aur anyay
kankar ke tukdo ko chahe
taj pe apne lagaye
taj pe apne lagaye
kankar ke tukdo ko chahe
taj pe apne lagaye
taj pe apne lagaye
aur heero ko jan ke patthar
aur heero ko jan ke patthar
maati me ye milaye
maati me ye milaye
kisme himmat jo unko
jake ye samjhaye
jake ye samjhaye
pagle man, pagle man
tu ro ro kise sunaye
is nagri me dekh hua hai
nyay aur anyay
nyay aur anyay
jo bhi julm kare wo tujhpe
chupke chupke sahna
chupke chupke sahna
tukde tukde ho jana par
tukde tukde ho jana par
muh se kuch na kahna
muh se kuch na kahna
chhuri bhi phere gardan par to
muh se na nikle haye
muh se na nikle haye
pagle man, pagle man