"apne telent ka praman lekar society mei jhanda ghadne nikle ho? daant cheeyar ke te bol jaoge. pehle sahi viyekti ke samakash daant niporna seekho. jyada important hein tum kisko jante ho, kisko pehchante ho,kon tumko janta ho,kon tumko manta hein. kiska biwi baccha tumara fan hein, aur bade ghar ki kanya patane wala fanda toh haiye hein. isko kehte hein paintra."
haan seekh le
seekh le
fek fek ah
aa khel le
tu zindagi ka paintra
seekh seekh seekh seekh
zindagi ka paintra
fek fek fek fek
zindagi ka paintra
tu khel le, khel le
zindagi ka paintra
tu khel le, khel le]
seekh seekh seekh seekh
zindagi ka paintra
fek fek fek fek
zindagi ka paintra
tu khel le, khel le
zindagi ka paintra
tu khel le, khel le
seekh seekh seekh seekh
zindagi ka paintra
fek fek fek fek
zindagi ka paintra
tu khel le, khel le
zindagi ka paintra
tu khel le, khel le
tu kiski chun ke chaatega
kiska dhyaan baantega
kisko salaam thokega
kisko mukke se rokega
tu latak jhatak ke
uthak pathak ke
faayda utha le mauke ka
tu latak jhatak ke
uthak pathak ke
faayda utha le mauke ka
tu badhte ja
badhte ja
kuch nahi hoga maan le
tu karna hai jo karte ja
afsar ko joote maarke
tu badhte ja
badhte jaa
masla hai ye ladka
tab tu samachar pe khadkega
khadkega, khadkega
ye tv waale bina jaane
badbad karna inka kaam hai
ladkar badhna tera kaam hai
udte jaa, udte jaa
uda de jo bhi saamne
chhudaya tere haath se
mauke pe hi tu phad de
chhah foot andar tu gaadh de
tu zindagi ka paintra
khel khel khel
zindagi ka paintra
fek fek fek
zindagi ka paintra
tu seekh le
tu zindagi ka paintra..
sabka ekke guarantee rona hai
chance humko bhi mila tha
lekin naitik siksha k chutiyape me mistake ho gaya
nahito aaj hum badiyar aadmi hote
experience share kar rahe hai
lena hai to lijiye varna sarkiye
humko bolneka mauka dijiye ae babu
aah ha ha ha ha
aah ha ha ha ha..
haan seekh le
aah
fek fek ah
aa khel le
tu zindagi ka paintra
aah
seekh seekh seekh seekh
zindagi ka paintra
fek fek fek fek
zindagi ka paintra
tu khel le, khel le
zindagi ka paintra
tu khel le, khel le
khud hi se doobe
khud hi utraaye
khud hi ghar me
khud hi ghabraaye
bura karoge bura milega
bhala karoge bhala milega
bura karoge saara milega
bhala karoge naara milega
narak bana ke jeevan tera
swarg ka sapna dekha jaaye
phir bhi ant me rona bhai
chodh padhayi
chodh padhayi
aur gunda pyara ban awaara
kar ladayi, kar ladayi
aur gundagardi chal gayi jiski
wo neta ban jaata hai
phir desh mahaan chalayega
ye netaji kehlaata hai
phir kisko padhna
kisko sunna
kisko phaansi
kisko chumma
agla kaun hai
kisko chunna
ye to saara socha samjha plan hai
kiski laathi, kiski bhains
aur kis par lagna ban hai
kehlaate ye man hai
chal rehn de
seekh seekh seekh seekh
zindagi ka paintra
fek fek fek fek
zindagi ka paintra
tu khel le, khel le
zindagi ka paintra
tu khel le, khel le