palko pe chalte chalte jab ughne lagti hai
so jake soti hai to udane lagati hai

sondhe se aakash pe neele bazare behate hai
pakhi jaisi aakhe sapne chubhane lagati hai

pighli hui hai gili chandani kachi raat ka sapan aaye
thodi si jaagi thodi soyi me koi apnaye
nind me halki khusbooye si ghulane lagati hai
so jaake soti hai to udane lagati hai
sondhe se aakash pe bazare behate hai
pakhi jaisi aakhe sapne chubhane lagati hai
aakho se kehana lori me behana raato ka koi chor nahi
tere to aaur bhi honge sapane mera to koi aur nahi
bolti aakhe nind me sapane sunane lagati hai
so jaa aakhe soti hai to udane lagati hai
sondhe se aakash pe neele bazare behate hai
pakhi jaisi aakhe sapne chubhane lagati hai
so jaa aakhe soti hai to udane lagati hai
sondhe se aakash pe neele bazare behate hai
pakhi jaisi aakhe sapne chubhane lagati hai
Film: Daayraa; Lyric: Gulzar; Music: Anand-Milind