panchi fas gaya jal me uljhe naina dekhbhal me
panchi fas gaya jal me uljhe naina dekhbhal me
ab muskil ha niklana muskil hai bach ke nikalna
khoya tha na jane kis khyal me
uljhe naina dekhbhal me
ab muskil ha niklana muskil hai bach ke nikalna
panchi fas gaya, panchi fas gaya
jaal ke jo bahar ho andar ana chahe
jaal ke jo andar wo bahar jana chahe
jaal ke jo bahar ho andar ana chahe
jaal ke jo andar wo bahar jana chahe
dekhe jo tarse na dekhe wo tarse
jadu hai gori chal me
uljhe naina dekhbhal me
ab muskil ha niklana muskil hai bach ke nikalna
panchi fas gaya, panchi fas gaya
man ka ye bandhan kangan ki hathkadiya
umar kaid ban jaye milan ki do ghadiya
man ka ye bandhan kangan ki hathkadiya
umar kaid ban jaye milan ki do ghadiya
sari dunia me maje nahi utne jitne maje sasural me
uljhe naina dekhbhal me
ab muskil ha niklana muskil hai bach ke nikalna
panchi fas gaya, panchi fas gaya
rup kisi anchal me kaise chup sakega
suraj ye badal me kaise chup sakega
rup kisi anchal me kaise chup sakega
suraj ye badal me kaise chup sakega
kon khusi khusbu ko mar pyar wala
ham jhukte nahi kisi hal me
panchi fas gaya jal me
ab muskil ha niklana muskil hai bach ke nikalna
panchi fas gaya jal me uljhe naina dekhbhal me
ab muskil ha niklana muskil hai bach ke nikalna
panchi fas gaya, panchi fas gaya
panchi fas gaya, panchi fas gaya
lyrics typed by: hanshu malik