Lyrics of Pani Khun Nahin Banta (Part - 1) - पानी खून नहीं बनता खून नहीं बनता पानी
pani khun nahi banta
khun nahi banta
pani pani khun nahi banta
khun nahi banta
pani
o bhaiya tu hai meri jaan
o bhaiya tu hai meri jaan
tu hai meri zindgani
pani khun nahi banta
khun nahi banta
pani pani khun nahi banta
khun nahi banta
itne baras hum dur rahe
milne se majbur rahe
itne baras hum dur rahe
milne se majbur rahe
tarsi barsi ye aankhe
gam se dil chur rahe
o bhuli nahi bachpan ki
o bhuli nahi bachpan ki
koi yaad purani
pani khun nahi banta
khun nahi banta
pani pani khun nahi banta
khun nahi banta
o tukde mere dil ke
o tukde mere dil ke
phul bana ye dil khil ke
samne rahna aankho ke
bichhad na jana phir milke
bichhad na jana phir milke
o jane kaha le jaye
o jane kaha le jaye
ye rahe anjani
pani khun nahi banta
khun nahi banta
pani pani khun nahi banta
khun nahi banta
bhai kaise hote hai
bhai aise hote hai
ek duje se lag ke gale
hanste hai kabhi rote hai
farz ada kar dete hai
farz ada kar dete hai
bhai ek duje pe apni
jaa fida kar dete hai
ye kurbani mai dunga
mai dunga ye kurbani
ye kurbani mai dunga
mai dunga ye kurbani
o bhaiya tu hai meri jaan
o bhaiya tu hai meri jaan
tu hai meri zindgani
o bhaiya tu hai meri jaan
o bhaiya tu hai meri jaan
tu hai meri zindgani
pani khun nahi banta
khun nahi banta
pani pani khun nahi banta
khun nahi banta
Great voice of nitin mukesh and Mohammed Aziz