parbat se niche gira du jinda hi tujhko jala du 
meri hukumat jo ho jaaye sooli pe tujhko chadha du
bijali ka khamba tu jitna hai lamba tu 
utni hi akal chhoti 
bheje me bhara hai bhusa kya 
apni surat tu na dikha are ja ja 
ae hey logo mai kaam kya tera 
jungle me bakriyaa chara 
he dedh fut ki chhokri kachre ki tokri
bechu to na bike e e e 
parbat se niche gira du jinda hi tujhko jala du
bheje me bhara hai bhusa kya 
apni surat tu na dikha
hey heere si aankhe hum nikalenge
are mala gale ki hum bana lenge 
hotho ki hasi hum chura lenge 
gaalo ko seb jaisa kha lenge
heere si aankhe hum nikalenge
are mala gale ki hum bana lenge 
hotho ki hasi hum chura lenge 
gaalo ko seb jaisa kha lenge 
seene se takiya bna lenge 
bister kamar ka bichha lenge 
aage na badhana yaar ye hai mera shikaar
mujhko pura chaahiye 
he parbat se niche gira du jinda hi tujhko jala du 
he meri hukumat jo ho jaaye sooli pe tujhko chadha du
bijali ka khamba tu jitna hai lamba tu 
utni hi akal chhoti 
he parbat se niche gira du jinda hi tujhko jala du 
he meri hukumat jo ho jaaye sooli pe tujhko chadha du
daam to iske hum chukaayenge 
naukraani isko hum banayenge 
aakhiri boli hum lagayenge 
dil ki raani isko banaayenge 
daam to iske hum chukaayenge 
naukraani isko hum banayenge 
aakhiri boli hum lagayenge 
dil ki raani isko banaayenge
raste raste par hum nachaayenge 
raasta sa isko hum banaayenge 
karna nahi neelam aayegi mere kaam 
meri gulaami kare 
he bheje me bhusa bhara tujhme akal nahi jara 
logo mai kaam kya tera jungle me bakriyaa chara 
dedh fut ki chhokri kachre ki tokri
bechu to na bike
bijali ka khamba tu jitna hai lamba tu 
utni hi akal chhoti
dedh fut ki chhokri kachre ki tokri
bechu to na bike
bijali ka khamba tu jitna hai lamba tu 
utni hi akal chhoti
