Thumb | Song Heading | Singer | Composer | Lyricist | Actor | Film (Year) | Category |
---|---|---|---|---|---|---|---|
Pardesi Se Lag Gayi Preet Re 4.60 - 5 votes | Geeta Dutt | Manna Dey, Khemchand Prakash | Shakeel Badayuni | Nargis | Jan Pahchan (1950) | Romantic Songs |
Movie | Film Cast | Singer | Lyricist | Composer | Director | Producer | External Links | Video Links |
---|---|---|---|---|---|---|---|---|
Jan Pahchan (1950) |
Raj Kapoor, Nargis Dutt, Jeevan, Shyama, Mukri, Dulari, Neelam, Amar, Sankatha | Shankar Das Gupta, Talat Mahmood, Geeta Dutt | Shakeel Badayuni | Manna Dey, Kheemchand Prakash | Fali Mistry | Fali Mistry, Robin Chatterjee | Jan Pahchan at IMDB | Jan Pahchan at YouTube | Jan Pahchan at YouTube - 2 |
Atyant madhur. Khemchand Prakash ke sumadhur sangeet ko Geeta Dutt ne
apne madhur swaron se aur bhi sundar evam saras bana diya. Shakeel Badayuni
ke seedhe, saral shabd kitne achhe lagte hain yahaan. Nargis apne naam ke
anusaar hee lagti theen, khaas kar unki aankhein. Yahaan unke chehre se
masoomiyat aur taazgi tapak rahi hai, aur unka khushi se gaate hue ghoomna
aur jhoomna pyaara hai. Is pyaare geet ke liye shukriya, MKji, aaj ise
bahut samay upraant suna. Isi film ka ek aur gaana mujhe behad pasand hai,
"Armaan bhare dil ki lagan tere liye hai". Khemchand Prakash ki tareef mein
jitna bhi kahaa jaaye, kum hee hai.